Cart
Sign In

Sorry! Reasoning: Bhashik Tarkshakti (Verbal Reasoning in Hindi by Pearson) is sold out.

Compare Products
Clear All
Let's Compare!

Reasoning: Bhashik Tarkshakti (Verbal Reasoning in Hindi by Pearson)

This product has been sold out
(3.0) 3 Ratings 1 Review Have a question?

pay
Rs  537
We will let you know when in stock
notify me

Featured

Highlights

  • ISBN13:9789353063108
  • ISBN10:9353063108
  • Publisher:Pearson Education
  • Language:Hindi
  • Author:R K Jha
  • Binding:Paperback
  • Publishing Year:2018
  • Pages:880
  • SUPC: SDL227495840

Other Specifications

Other Details
Country of Origin or Manufacture or Assembly India
Common or Generic Name of the commodity Government Entrance Exams
Manufacturer's Name & Address
Packer's Name & Address
Marketer's Name & Address
Importer's Name & Address

Description

Anek pratiyogi ewam bharti parikshaon main pooche jaane wale tarkshastra se juday prashno ka hal karna tab tak aasaan nahi hota, jab tak aapke paas avdharnao ka thos adaar tatha vishay ka paryapt abhyas na ho. Is sanshodhit sansakaran main pichle sanskarano ki pramukh visheshtaon evam sanrachna ko surakshit rakha gaya hai. Sath hi, adhik twarit, sankshipt evam buddhiparak tarike apnakar pratyashiyon ka savdhani se margdarshan kiya gaya hai taki veh tarkshakti ke do mehatvapoorn samanya buddhi evam vishleshanatamak tattvon ka adhyyan kar sake.

Is pustak ke dwitiya sanskaran main smaran shakti par adharit atirikt naye prashan pooche gaye hai tatha I.B.P.S., S.S.C., R.B.I Grade B, aadi jaise vibinn pratiyogi parikshaon se sambandhit prashno ke uttar diye gaye hain.

Reasoning ki tayyari karne wale abhyarthiyon ke liye ek mehatvapoorn pustak hai tatha pustak chhaatr/chhaatraon ki sabhi avyashaktaon ko dhyan main rakhkar evam kathinaiyon ko dekhte huye tayyar ki gayi hai. Yeh pustak bhashik ko do bhagon main bant kar likhi gayi hai jismain samanya buddhi evam vishleshanatamak tark main vibhajit hai.

Yeh sabhi parikshaon jaise MSC(10+2, MTS, CGL, CPO), Railway, UPSC, State PCS tatha bank tatha anya parikshaon main pooche jane wale prashno ka samavesh kiya gaya hai.

Sanshodit sanskaran ki pramukh visheshtayen:

- Pustak ke pratyek adhyyayay ko pratiyogi parikshaon main pooche gaye prashno ke adhaar par vivechana ki gayi hai.

- pratyek adhyyayay ko concept ke saath udhaharan prashnavali ko purntah vyakhya sahit diya gaya hai.

- Pratyek adhyyayay ke udhaharan, prashnavali ke antargat vigat varshon se pooche gaye prashno ka samavesh kiya gaya hai jiski sahayata se pariksharthi sawayam hi apna aakran kar sakenge tatha pariksha ke pattern ko samath payenge.

 

Terms & Conditions

The images represent actual product though color of the image and product may slightly differ.

Quick links

Seller Details

View Store


Expand your business to millions of customers